Learn English. Speak with Confidence. Grow with Confidence.
Excellent English Centre Urdu aur Hindi bolne walon ko structured learning ke zariye English sikhata hai — reading, grammar, translation, vocabulary aur speaking.
- Structured, step-by-step courses
- Urdu / Hindi friendly teaching
- Live online classes with recordings

Founder & Lead Instructor
Abdul Raqeeb Malik
Hafiz-e-Quran • Alim • B.A. English • Arabic Specialist
Structured Journey
Basic se advanced tak ek clear, step-by-step learning plan.
Reading, Grammar & Translation
Har zaroori skill par tarteeb ke saath kaam hota hai.
Beginner-Friendly Teaching
Urdu/Hindi samajhne walon ke liye aasaan tareeqa.
Live & Practical Learning
Live online classes, recordings aur practice ke saath.
Courses & Fees
Har course ek clear plan ke saath — samajhna, likhna aur bolna, sab tarteeb se.
Courses will appear here once they are added.
Aapke Teacher Se Miliye
Abdul Raqeeb Malik — Hafiz-e-Quran, Alim aur B.A. English — ko 10+ years ka teaching experience hai. Jamia Sadiya Arabia (Kerala) aur Darul Uloom Anware Raza, Navsari (Gujarat) jaise mautabar idaaron mein padhane ka sharaf haasil raha hai.
“Hum quality me believe karte hain, quantity me nahi.”
Hamare Students Kya Kehte Hain?
5.0 · 100+ happy students
“Hazrat har student par khas tawajjo dete hain aur chapter clear hone tak aage nahi badhte. Class ke baad bhi doubts clear karte hain.”
“Basics se shuru karte hain aur jab tak concept clear na ho aage nahi badhte. Sirf course nahi, confidence bhi banate hain.”
“Yahan har student par poora focus milta hai. Teacher ko bohot shukriya.”
Register / Enquire
Apni English journey shuru karne ke liye abhi message kijiye. Hum aapko batayenge kaunsa course aapke liye behtar hai.